Home » मीडिया मंडी

चिदंबरम पर जूता फेंकने वाले पत्रकार जरनैल सिंह बर्खास्‍त

2 July 2009 2 Comments

send_binaryदैनिक जागरण के बहुचर्चित संवाददाता जरनैल सिंह को अख़बार ने बाहर का रास्‍ता दिखा दिया है। आम चुनावों के दौरान एक प्रेस कांफ्रेंस में इन्‍हीं जरनैल सिंह ने पी चिदंबरम पर जूते फेंके थे। इस हादसे के बाद तुरंत कांग्रेस ने रणनीतिक तौर पर अपने दो उम्‍मीदवारों को मैदान से हटा लिया – जिन पर 84 के दंगों में सिख समुदाय को बुरी तरह प्रताड़ि‍त करने का आरोप था – जगदीश टाइटलर और सज्‍जन कुमार। जूते फेंकने की ख़बर दूसरे दिन देश के सभी छोटे-बड़े अख़बारों की हेडलाइन थी। टीवी तो लगभग चौबीसो घंटे इस घटना पर पिले हुए थे। हालांकि दैनिक जागरण में इस बाबत कोई ख़बर नहीं थी। उल्‍टे एक माफीनामा अख़बार ने छापा था और उक्‍त संवाददाता के खिलाफ़ कार्रवाई की बात लिखी थी।

अब जाकर दैनिक जागरण ने जरनैल सिंह पर कार्रवाई कर दी है। उन्‍हें अख़बार से बाहर निकाल दिया गया है। ये ख़बर सबसे पहले एनडीटीवी इंडिया ने प्रसारित की है। हालांकि घटना को अंजाम देने के बाद जरनैल सिंह ने खुद ये स्‍वीकार किया था कि उन्‍होंने ठीक नहीं किया है। एक्टिविस्‍ट और जर्नलिस्‍ट में अंतर होता है। उन्‍होंने पत्रकारीय धर्म का निर्वाह नहीं किया… आदि-आदि। लेकिन उनकी इस आत्‍मस्‍वीकारोक्ति को जागरण समूह ने कोई तवज्‍जो नहीं दी।

उन्‍हीं दिनों अकाली दल ने जरनैल सिंह को लोकसभा का टिकट देने की पेशकश भी की, जिसे जरनैल ने ये कहते हुए ठुकरा दिया कि वे राजनीतिज्ञ नहीं, पत्रकार हैं। साथ ही किसी भी राजनीतिक पार्टी को इस घटना का फायदा नहीं होने देंगे। अब जबकि अख़बार ने भी उन्‍हें अपने से अलग कर दिया है – ये देखने वाली बात होगी कि जरनैल का अगला क़दम क्‍या होगा। वे अपने पिछले बयानों पर कायम रहेंगे या कोई राजनीतिक पार्टी ज्‍वाइन करेंगे।

जनरैल सिंह को बर्खास्त करते हुए जागरण ने जो पत्र भेजा है उसमें लिखा है कि उन्होंने चिदम्बरम पर जूता फेंककर जो अनुशासन तोड़ा है उसे देखते हुए अब जागरण मैनेजमेन्ट उन्हें और अपने साथ नहीं रख सकता। हालांकि अब तीन महीने बाद भले ही जागरण उन्हें नौकरी से निकाल रहा हो लेकिन घटना के बाद जनरैल सिंह को जागरण ने तीन महीने जबरन छुट्टी पर रखा और लगातार दबाव डाला कि वे अपना इस्तीफा भेज दें। इस दौरान तीन महीने की सैलरी भी जनरैल सिंह को नहीं दी गयी है। जनरैल सिंह इस बात की पुष्टि करते हुए बताते हैं कि उनके ऊपर इस्तीफे का भारी दबाव था, लेकिन उन्होंने इस्तीफा नहीं दिया तो संस्थान ने उन्हें नौकरी से बाहर कर दिया। जरनैल के लिए सबसे मुश्किल बात ये होगी कि इस वक्‍त उन्‍हें दूसरे मीडिया समूह में शायद ही जगह मिले। एक तो मीडिया हाउसेज़ के लिए मंदी का बहाना होगा, दूसरे कोई भी जरनैल सिंह को अपने से जोड़ कर मौजूदा सरकार को नाराज़ नहीं करना चाहेगा। इस सरकार में पी चिदंबरम केंद्रीय गृहमंत्री हैं।

2 Comments »

  • Ganesh Prasad Jha said:

    Jarnail Singh ko to Dainik Jagran se jana hi tha. Jagran prabandhan ko congress sarkar ko naraj jo nahi karna hai. Par jo Dainik Jagran kisi ko niyukti patra nahi deta usne Jarnail ko termination letter diya yahi apne aap me bahut badi bat hai. Dainik Jagran me to niyukti ke din hi ek sade kagaj par niche hastakshar kara liya jata hai taki use jab kabhi prabandhan chahe istifa bana dale. Jagran me patrakar rakha kisi pad par jata hai aur daftar ke record me aur database me uska designation kuch aur hota hai. Har jagah bayimani hoti hai. Hahi ke dat khane ke aur, dikhane ke aur. Jarnail jutakand me controversy me aakar famous ho gaye the isliye ustarah ki bayemani unke sath prabandhan nahi kar paya. Jagran patrakaro se salosal tak to yu hi voucher par ya uske bhi vagair kam karata rahta hai. Kayi sal beet jane ke bad use six months ke liye probation par liya jata hai aur uske bad agar prabandhan chahta hai to hi karmachari permanent ho sakta hai. Par permanent hone par bhi prabandhan use koi niyukti patra ya koi aur chitthi nahi deta. Sabkuch muhjabani hota hai. Kagjat agar kuch hota hai to wah sab akhbar prabandhan ke pas hi rahta hai. Jab tak karmachari permanent nahi kiya jata use puri tankhwah voucher par milti hai. Is voucher ko ek prakar ka salary slip kah sakte hain. Iski do pratiyan hoti hai. Dono pratiyo par hastakshar karaya jata hai aur hastakshar karakar accounts wale dono pratiya apne pas rakh lete hain. Uski ek prati accounts department rakh leta hai aur carbon copy peon ke jariye cashier ko bhijwa di jati hai jaha se karmachari vetan ka bhugtan leta hai. Karmachari ko iski koi copy nahi di jati. Yaha tak ki karmachari voucher par hastakshar karne ke bad use khud lekar cashier ke pas payment lene bhi nahi ja sakta. Company ko dar hota hai ki karmachari apni niyukti se sambandhit koi kagjat kabhi daftar se bahar lekar chala gaya to wah bahar khud ko company ka mulajim sabit kar dega aur yah bat bhi khul jayegi ki muhjabani me uska pad kuch aur hai aur likhat-padhat me kuch aur. Company ise raj hi banaye rakhna chahti hai. Jab karmachari permanent ho jata hai to uski aadhi tankhwah bank ke khate me bhej di jati hai aur aadhi usi tarah chiperustam voucher se di jati hai. Voucher me karmachari ka jo pad likha rahta hai wah wahi hota jo designation company ke register aur database me hota hai. Man lijiye koi patrakat News Editor ke pad par rakha gaya hai aur wah kam bhi News Editor ka kar raha hai, par uska designation record me ho sakta hai Sub Editor ya Senior Sub Editor ho. Permanent hone par company kafi naj-nakhre ke sath patrakaro ko I-card deti hai. Us I-Card me patrakar ka pad nahi likha hota. Sirf department likha rahta hai-Sampadakiya Vibhag. Sabhi chote bade patrakaro ko ohda zero aur vibhag sampadakiya likhkar diya jata hai. Jagran me jab patrakar chutti ki arji sampadak ko deta hai to sampadak uspar manjoori ka hastakshar kar patrakar ko de nahi deta, rakh leta hai. Aisa nahi ki chutti swikrit karakar wah arji patrakar khud se lejakar accounts department me jama kara de. Sampadak apne hastakshar wala koi bhi kagjat patrakar ke hath me ya phir daftar se bahar nahi jane deta. Jagran me to sab golmal hai bhai sab golmal hai. Prabandhan nahi chahta ki akhbar me kam ki ke sammanjanak sthiti bane. Jagran ka work cuture bahut hi ghatiya aur galo-galauch aur dat-phatkar wala raha hai. Kisi achhi jagah kam karke kisi majboori me Jagran me jane wale ijjatdar patrakaro ko waha kafi apmanjanak sthitiyo me kam karna padta hai. Jagran me anubhav aur kam ki koi ijjat nahi hai, ijjat sirf uski hoti hai jo Sampadak aur General Manager ke paw choota hai. Sampadak ko samman ke sath namaskar karne yah hath jodkar pranam karne se bat nahi banti, jhukkar paw choona padta hai. Promotion aur badhiya increment tabhi milta hai jab aap Sampadak Aur General Manager ke age jhukte hai aur unke charan chute hain. Jo ijjatdat aur gururwale patrakar Sampadak aur General Manager ke charan nahi chute unhe sabke samne Sampadak ke hatho ya phir kisi aur ke hatho shareaam sabke samne jab-tab apmanit bhi hote rahna padta hai aur bar-bar jis-tis nalayako ki jhidkiya sunni padti hain. Kam se kam mera to yahi anubhav raha hai. Maine charan nahi chune walo ko bar-bar share aam apmanit hote dekha hai. Ab pata nahi bhai Jarnail Singh ji charan chune ka kam karte the ya nahi.
    Jarnail Singh ko Jagran ki naukri jane ka ratti bhar bhi gam nahi karna chahiye. Unhe jald hi kahi na kahi Jagran se jyada ijjatdar naukri mil jayegi. Unhe Dainik Jagran se nikale jane par meri badhai aur agli naukri ki peshgi shubhkamnayen bhi.

  • sts said:

    You post great posts. Bookmarked !

Leave your response!

Type Comments in Indian languages (Press Ctrl+g to toggle between English and Hindi OR just Click on the letter)

Add your comment below, or trackback from your own site. You can also subscribe to these comments via RSS.

Be nice. Keep it clean. Stay on topic. No spam.

You can use these tags:
<a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>

This is a Gravatar-enabled weblog. To get your own globally-recognized-avatar, please register at Gravatar.

Spam Protection by WP-SpamFree